Blogging ya YouTube? 2025 mein Paise Kamane ka Best Tareeka Kaunsa Hai?

 Blogging ya YouTube? 2025 mein Paise Kamane ka Best Tareeka Kaunsa Hai?



Introduction: Jab Sapna Ho Ghar Baithe Paise Kamane Ka


2025 ka digital landscape pura Badal chuka hai, har Koi aaj ke samay mein Ghar Baithe paise kamane ki koshish kar raha hai Fir bhi vah YouTube per dekhta hai aur vahan se sochta hai ki vah bhi Youtube Aur blogging se lakhon rupaye har mahine Kama sakta hai per Aisa Sach nahin Hai kafi cases mein yah Sach Hai Lekin Aisa nahin Hai Jo YouTube per Kitna Paisa hai aur vahi income vah apni share karte hain jinhen dekhkar bahut se log motivate hote Hain per bahut log nahin jante ki YouTube per Jyada Paisa hai ya FIR blogging mein To Aaj Ham shuru kar rahe hain Blogging versis YouTube kyunki bahut sare logon ke man mein sawal hai ki kis mein sabse Jyada Paisa hai aur vah ghar baithkar kisse sabse Jyada Paisa Kama sakte hain har Kisi Ko freedom chahie har Koi apni life Apne hisab se jina chahta aur ek luxury life jeene Ke sapne dekhta Hai jinmen Se Main Bhi Ek hun namaskar doston Main Hun Aditya chalo shuru karte hain sabse Jyada Paisa hai. 

Yahan per Kuchh sawal uth Rahe honge abhi aapke man mein jaise ki :

Kya blogging jyada passive income deti hai?

YouTube mein competition zyada hai ya blogging mein?

Kis platform mein faster growth hai?

Kya mujhe face dikhana jaruri hai ?

Agar aap bhi ine Sabhi confusion se Gujar rahe ho to yah block sirf aapke liye hai 

Is blog mein hum step-by-step compare karenge Blogging vs YouTube ko, revenue streams dekhenge, pros & cons samjhenge, aur akhir mein ek honest conclusion bhi milega – "Aapke liye kya best hai in 2025?"

1. Blogging Kya Hai Aur 2025 Mein Kaise Kaam Karta Hai?

To doston point number Van per ab Ham a jaate Hain Ki blogging kya hai to doston blocking ka matlab hota hai ki apni post likhna Kisi artical Ko sabke samne Lana theek hai , jaise ki meri Niche hai Ki Main logon Ko sikhana pasand karta hun isi vajah Se Maine Ek Aisa blogs use Kiya Hai jis per main logon Ko sikhata Hun Ki blogging Kaise ki jaati Hai , isi prakar se aapko bhi aapki Niche chunni Hogi Jaise finance, teaching, travelling, health, career guide, motivational, youtube monetization ke upar blog, is type ka jo bhi aap chahte Hain Jo bhi aap karna pasand karte Hain aap uske upar simply block kar sakte hain.

✅ Kya Blogging 2025 Mein Abhi Bhi Relevant Hai?

Kya blogging 2025 mein abhi bhi relevent hai yah bahut logon ke man mein yah sawal aata hi hoga kyunki logon Ko lagta hai ki 2025 mein blogging khatm ho chuki hai ab ismein Koi carier rahi hain isliye vah YouTube per ya adar jagah per jaane ka shauk hai lekin 
Sacchai to yah hai ki 2025 mein blogging Aur Bhi teji se uthkar aayi Hai logon ki daily se search Jo hote hain usse aapka blog agar usse relevent Hai To vah upar a jata hai Google search per aur aapko vahan se traffic Aane lagta hai , Na aapko ismein face dikhana hota hai , Na hi koi Jyada mehnat hoti hai theek hai SEO hoga to aap uske bad teji se grow karne lagte Hain aur yah बार-बार search hone wale topic per agar aap banate hain jo ki keywords hote Hain to Aapka blog Aur Bhi teji se grow Karega aur aap blogging Se Hi 500000 per month Se Bhi Jyada income generate kar payenge

🔍 Blogging Kaise Kaam Karta Hai?


1. Pahle aap ek blog banate Ho wordpress ya blogger per ya Kisi Aur CMS par.

2. Aapko Ek Niche Choose karni hoti hai, jaise Finance, stock market, technical reviews, and many more. 

3. SEO friendly article likhna hota hai jo Google mein rank kar sake kyunki Uske Bina aap earning nahin kar sakte. 

4. Traffic ise Lana aapke blog per aapke liye bahut important hai ise aap social media se email marketing se ya Fir Google search mein lakar SEO ke through bhi grow kar sakte hain.

5. Income ads, affiliate marketing, digital product selling aur sponsorship post Se Hoti Hai. 

💰 Blogging Se Paise Kaise Aate Hain?

Aap Sabhi Ke man mein yah sawal jarur hoga Ki blogging se paise Kaise Aate Hain To isase paise aana bahut aasan hai 
Jaise

Google AdSense jab aapke mein lag jata hai to aapko per block per kitne views a rahe hain okay impression ke according aapko Google pay karta hai 

Affiliate marketing se bhi aapko Paisa aata Hai jab aap Kisi product ka link aapke blog per dalte Hain us per agar koi person click karta hai aur Kuchh Bhi purchase Karta Hai To usse aapko commission generate Hota Hai

Sponsored post mein brands Apne prachar ke liye aapse blog likhvate Hain jiske Liye vah aapko pay karte Hain

Digital product selling ismein aapko Apne banae hue ebook, Digital product ya Kisi prakar ke template aapko Apne blog ke through sell karne hote hain usse Jo income hoti hai vah aapki hoti hai


⏳ Blogging Mein Kitna Time Lagta Hai?

Blogging mein Kitna time lagta hai yah aap Sabhi Ke man mein aa rha Hoga ki kab Ham likhenge aur kb hamen earning Hogi, To agar Main ise aapko aasan bhasha mein samjhau to aapko 3 se 6 mahine Tak Apne blogs mein traffic laane mein waqt lag sakta hai lekin blogging ek strong platform Hai jismein growth धीरे-धीरे hoti hai lekin stable hoti hai Uske bad aapki earning passive income jaati Hai, "Blogging Long term passive income ka source hai."


2. YouTube Kya Hai Aur 2025 Mein Usse Paise Kaise Bante Hain?


Aaj kis samay mein YouTube sirf video ko search karne ke liye nahin hai vah usse Kai bar ho chuka hai aaj duniya ka sabse bada video search engine mein YouTube hai, Aaj YouTube per log million of hours ka watch time Youtube ko dete Hain.

Aapko YouTuber banne ke liye क्या-क्या hona chahie aap mein:

Yadi aap creative hai bolna ki kshamta rakhte Hain, Kisi camere Ka dar nahin hai aapko logon se baat karna pasand hai videos banana pasand hai editing karna pasand hai to aap YouTube per a sakte hain, fir to YouTube 2025 mein aapke liye goldmine Ban sakta hai.

🎥 YouTube Kaise Kaam Karta Hai?

To chaliye ab Ham dekhte hain ki YouTube Kaise kam karta hai

Aap apna YouTube per Ek channel banate hain jiski news gaming Finance stock market ko change ya Kuchh Bhi ho sakti hai 

Aapko Aise video banane honge Jo engaging Ho useful ho or watching watch worthy ho aapka content hi aapki destiny decide karta hai.

Audience ko aapke video per Lana ya YouTube ka use post karna Vaisa hi hai Jaise block mein hota hai theek hai SEO aapko karna hi hoga SEO ke according hi ranking Hoti Hai To yah har jagah har social media platform per work Karta Hai To yahan per Bhi agar aapke pass audience nahin Hai To aapko Aisa word Hi कौन-कौन Se banana Hoga Jaise log search Karen aur use pasand Karen logon Ko aapke sath engage hona bahut jaruri Hota Hai aap jab video banate hain to aapko teen tarah Se traffic a sakta hai organic search ke through aana chahie iske liye aapko Aisi Ho karna padta hai dusra aapka social media account se share karenge vahan se aapko views Aate Hain aur SEO karne se aapko fayda milta Hai Ki aapka video suggested videos mein bhi jata Hai Jahan se aapko views milte Hain.

YouTube kabhi bhi kisi bhi creator ki visibility show karne ke liye uske liye ek criteria set Kiya hota hai unhone ki 1000 subscriber aur 4000 watch hours ya fir 1000 subscriber aur 10 milian shorts for aapke views Aane compulsory Hain tabhi aap YouTube partner program mein apply kar payenge aur vahan Se earning Kar payenge.

YouTube per bhi blogging Ki tarah hi sponsorship brand promotion affiliate marketing Google AdSense iske alava super chat on membership se earning ki Ja sakti hai. 

⏳ YouTube Mein Kitna Time Lagta Hai?

Okay to chaliye ab point per Aate Hain Ki YouTube mein kitna time lagta Hai Paise aane mein 

कभी-कभी aapane dekha Hoga Ki Kuchh logon Ke YouTube per Kuchh videos viral hote hain jinse unke subscriber base badh jata hai Lekin yah Sahi Tarika nahin hai aapke video viral Jana acchi chij hai lekin usse Aaye hue subscriber aapko next video per utna hi engage karenge iski Koi guarantee nahin Hoti Hai Ki yah log roj jo hoti hai vah ek constant hoti hai aap consistancy ke sath Apne videos upload karte hain धीरे-धीरे aapka subscriber base padta hai jo aapse attach hote hain aapko engagement dete Hain aapke har video ke sath bus vahi aapke kam ke hote hain jo aapko earning karne mein madad karte Hain 

YouTube partner program mein Shamil hone ke liye YouTube mein ek criteria Rakha hua hai jismein aapko 1000 subscriber chahie hote hain aur sath hi 4000 ghante ya FIR shorts channel per 10 million shots views 90 days ke andar hone chahie ismein aapko 4000 watch over complete karne mein aur 1000 subscriber complete karne mein new youtuber ke liye teen se chhah mahine ya usse Bhi Jyada ka samay lag sakta hai jismein bahut se log bich mein Hi chhod dete Hain aur YouTube hamesha ke liye band kar dete Hain Jo Sahi nahin hai agar aap YouTube per Kuchh Soch kar Aaye Hain To usi ko continue rakhen aur aage Bhi karte rahen jab tak aapka criteria complete nahin kar lete hain Ek bar agar aap use kar lete hain aapke pass engaged audience hoti hai jo aapko ek lakh rupaye per manth bhi Kama kar de sakti hai. 

🤔 Face Dikhana Zaroori Hai?

Yah sawal har shuruaati creator ke man mein aata hai ki kya unhen fees dikhana jaruri hai YouTube karne ke liye To Main Bata dun Aisa Kuchh Bhi nahin Hai Aap Bina face dikhaye Bhi YouTuber Ban sakte Hain

2025 mein fees Les YouTube channel ki bharmar hai jo ki trend kar rahe hain aur usse acchi khasi arning bhi kar rahe hain, Kuchh log animation wale videos banate hain Kuchh logon ke shorts channel Hain jismein Kisi Aur ki clip bagairah hoti hai jinhone unki thodi bahut editing hoti hai aur usse bhi vah achcha khasa earning kar rahe hain.


3. Blogging vs YouTube – 2025 Mein Kaunsa Platform Better Hai? (Detailed Comparison)

To chaliye doston aap logon Ko blogging versis YouTube Ka Bhi Bata hi deta hun Varna aap kahenge ki maine ise clear nahin bataya or donon ki hi tarif kar diya Ki donon mein lakhon rupaye per month aap Kama sakte hain to blogging versis YouTube mein sabse best kya hai aaj Ham abhi clear kar lete hain

Main yahan ab aapko blogging aur YouTube ka head Tu head comparison karke bataunga lekin aapke liye kya best Hai yah aap hi Choose kar sakte hain


Startup cost Ki Baat karen to blogging mein 3000 se 5000 rupaye tak ka kharch hosting aur domen mein a jata Hai vahi YouTube ke liye aapko sirf phone aur internet ki jarurat hai aur Aapka channel aap Banakar use  shuru kar sakte hain. 

Content type ki baat Karen to blogging mein aapko likhna hota hai aur YouTube mein aapko video Banakar upload karni Hoti Hai matlab Ek ka content written hai aur dusre ka video

Face dikhana donon mein hi important nahin Hai blogging mein fees nahin dikhana padta hai aur YouTube per aapki apni choice per depend karta hai

Monetization Ki Baat karen to donon mein Hi lagbhag 3 se 6 mahine ka time lag jata hai monetization ke liye

Competition level Ki Baat karen to blogging mein competition kam hai jabki YouTube mein competition bahut bahut jyada hai

Passive income Ki Baat karen to blogging mein passive income sabse jyada hai aur hamesha aati rahti hai lekin YouTube per passive income ko moderate kah sakte ho kyunki aapka content yadi evergreen hoga to hi use per views aaenge aur aapko earning Hogi otherwise dusre videos uski jagah le lenge Aur vah rank karenge aapko passive income aana band ho jayegi

Investment Return Ki Baat karen to blogging mein धीरे-धीरे Ek potential a jaati hai aur aapki Jo investment Hai vah bhi recover Ho jaati Hai aur aap mahine ke 5 lakh Se Bhi Jyada per month Kama sakte hain aur YouTube mein aapka koi investment nahin hai isliye waha Se Aap Jo Bhi earning karte Hain vah Aapka Hai

Scalability donon mein Hi High hai

Platform control Ki Baat karen to blogging mein aapka pura control hota hai lekin YouTube per Google ki policy change hone ke sath hi risk badh jata hai

Revenue donon mein Hi lagbhag sem tarike Se Hoti Hai YouTube mein aapko do feature extra mil jaate Hain super chat aur membership

Analytic Blogging mein Google search console aur Google analytics hote hain aur YouTube mein YouTube studio aur analytics tools


📊 Blogging Ka Ideal Candidate Kaun Hai?


Blogging ka idle candidate wahi hai jo likhna pasand karta hai,

SEO aur research karne jaanta hai,
Jise face dikhane mein hesitation hota ho,
long term Tak passive income chahta ho,

And finally part time kam karke Apna Carrier build karna chahta ho.

🎬 YouTube Ka Ideal Candidate Kaun Hai?


Ab baat karte hain YouTube ka idle candidate kaun ho sakta hai 

Jo fast result chahta Hai,

video banane mein Jaise hesitation nahin Hoti Ho,

Thodi bahut editing jaanta Ho,

voice over bagaira bhi karna jaanta Ho

Creative hona chahie, 

Interactive audience ko  build karne mein excited Ho. 


4. Blogging aur YouTube ke Pros & Cons – Har Platform Ki Asliyat


✅ Blogging ke Fayde (Pros):


1. Passive Income: Ek baar article rank ho gaya, toh bina kuch kiye months tak income aati rahegi.


2. Face Dikhana Nahi Padta: Aap completely anonymous rehkar bhi grow kar sakte ho.


3. Full Control: Aapka blog aapka asset hai – platform ke rules aapke control mein hote hain.


4. Multiple Income Streams: Ads, affiliates, sponsorships, digital products – sab kuch ek jagah.


5. SEO Power: Google par sahi tarike se rank kiya gaya content long-term ke liye stable traffic lata hai.



❌ Blogging ke Nuksan (Cons):


1. Slow Start: Pehle 3-6 mahine tak traffic na ke barabar ho sakta hai.


2. SEO Seekhna Zaroori Hai: Agar SEO nahi aata, toh rank karna mushkil hota hai.


3. Technical Setup: WordPress, plugins, hosting setup beginner ke liye confusing ho sakta hai.


4. Regular Update Zaroori Hai: Blog fresh rakhne ke liye naya content aur updates chahiye hote hain.


✅ YouTube ke Fayde (Pros):


1. Fast Growth Possible: Ek viral video aapka channel grow kar sakta hai.


2. Audience Connection: Face ya voice ke through zyada trust build hota hai.


3. Free Platform: Starting ke liye zyada paisa nahi chahiye.


4. Live Streaming, Shorts, Community: Audience se engage rehne ke kai features available hain.


5. Multiple Earning Sources: Ads, sponsorship, affiliate, super chat, membership – sab kuch milta hai.



❌ YouTube ke Nuksan (Cons):


1. Platform Dependence: YouTube ke rule change hone par monetization band ho sakta hai.


2. Copyright Strikes: Music, clips ya images galat use ki to strike lag sakti hai.


3. Video Editing Time-Consuming Hai: Har video ke liye scripting, shooting, editing mein time lagta hai.


4. Negative Comments / Trolls: Public exposure zyada hone se trolling ka risk bhi badhta hai.









Post a Comment

0 Comments